Computer hard disk partition delete kaise karte hai. Yadi aap apne pc ka hard drive partition delete karna nahi jante To koi bat nahi ! Is post me aap apne computer, laptop ke hard disk partition ko delet karne ke bare me janege. Computer ke is daur me sabhi ke pas pc ka hona aam bat hai. kyuki aaj system itne kam prise me ho gye hai, ki inhe koi bhi kharid kar apna kam aasani se kar sakta hai. Lekin new pc user apne computer ko manage karne me kafi paresan hote hai. kyuki unhe computar ki basic knolage nhi hota hai.
hindipe.com par maine computer and laptop ke kisi bhi problem ko thik karne ke bare me anek post likha hai. jise fallow karke apne system ke problem se chhutakara pa sakte hai. Is artical me maine extra hard disk partition delete karne ke bare me bataya hai. jo new user ki galti ke karn bam jata hai. Ya kisi karn bas aap usko create karte hai and works pura hone ke bad delete karna chahte hai.
Hard disk me extra partition
Jab kisi ke pas new computer hota hai to uske bare me janane ki jyada jighyasa hoti hai. aur aise me new pc user apne computer ko bina jankari ke anek tarh se use karte hai. jisme ek apne pc ke hard disk me partition banana hota hai. Adhik jankari ke liye ye post read kare – Computer के Hard Disk में Partition कैसे बनाते हैं ?
Apne pc me partition to create kar lete hai. But uski size ko manage nhi karte ya fir jyada part bana lete hai. Aur ye bhi ho sakta hai ki jo drive aapne create kiya hai, usko my computer me show nhi kar pa rhe hai. And hard disk partition delete karna chahte hai.
Hard disk partition delete kare


➽ YouTube se paise kaise kamaye Complete Guide
➽ Blog Rank Increase kaise kare ?
Author Profile
- I am professional blogger from up in India. I shared with you all blog, blogging , Computer , Internet , seo related all information. Computer related all Tips and Tricks. I am Part-time blogger . How to make money online without investment and how to do online business in hindi language.