Yha aap search description ko blogger post ediiter me enable karne ke bare me janege. Kya aap apne blog ko google search engine me top par lana chahte hai ? To ye post aapke liye bahut hi jaruri hai, Kyuki maine is content me search description ke bare me bataya hai, Jise aap apne blog me add karke site ki ranking increase kar sakte hai. kyuki ye seo ke liye most important option hota hai.
Search description sabhi success blogger apne blog me add karte hai. kyoki ye search engine me aapke post title ke niche dikhai deta hai. and aapke content ko rank karta hai. Ab aap soch rhe ho ki ye post title ke niche kyu aata hai ?
Mai aapko bata du, Jab koi visitors kisi content ko srearch engine me (jisme aapki site submit hai) aapke Search descripition se relative keywords type karke search karta hai to post me discription add hone ke karan, aapka content show hone lagata hai.
What is search description ?
Search description se kya faida hota hai
Hamare post ke men keywords jise ham articals me nhi likh pate ya fir jis keyword ko aap search engine me lana chahte hai lekin usko men headings me type nhi kar pate, aise keyword ko Search description me likh kar search-engine me top par la sakte hai, Jo aapke website ki rank high karta hai. Search description seo ke liye bahut hi jaruri hota hai. kyoki ye aapki site ko search result me show karta hai.
blogging se paise kamane ke liye ya apne online buseness ke promotion ke liye aapke blog par high traffic hona jaruri hai, tabhi aap apni site se jyada income kar payege. And blog par high traffic ke liye search engine optimizetion karana bahut jaruri hai jisme Search discription ko blog me kaha aur kaise add karte hai iski jankari ke liye nichhe read kare.
➽ Sitemap Google search console me kaise Submit kare ?
➽ 404 Page Not Found Error Fix kaise kare ? Full guide
Blogger post editor me search description enable kare
Step-1: Setting on search description in your blogger blog
➤ Sabse pahle apne blogger ke deshboard me jaye.
➤ Fir Settings ke option par click kare.
➤ ab jo new window open hogi usme Search Preference par click kare.

Edit par clicks karte hi ek aur khidki khulegi, Usme jo settings karni hai vo is prakar hai-
1. Enable search discription ke samne Yes par trick karte hi uske niche ek box aayega.
2. Jo box samne dikhai de jaisa ki aap image me dekh rhe ho, usme apne blog ke liye 150 words me discription type kare, jo aapke blog se relative ho.
3. Last me save changes ke option par click kare.
Step-2: How to Write Search Description in Blogger Post Editor
Ab apne Blog ke post editer me jakr dekh sakte hai, Serch description enable ho gaya hai.
Serch discription ke samne icon par click karne se uske niche type karne ke liye box open ho jayega. vha par apne post se relative 150 keywords likhane ke bad last me Done par click kare.
Ab aap post publish karne ke bad search result me dekhege to ye description aapke post title ke niche dikhai deta hai.
I hope Search description blogger me kaise enable kare, post aapko achha laga. ab aapke blogger post editer me search discription add ho gaya hai, Agar isme kisi tarh ki koi samsya aaye to comment karke apna saval puchh sakte hain. Mai aapke sbhi svalo ka jvab jarur dene ki koshis karuga. Mujhe help karna bahut achha lagta hai, Agar aap bhi kisi ka help karna chahte hai to, is post ko apne dosto ke sath socile media par share kare.
THANKS..
➽ Advanced SEO Search Preference ki setting kaise kare ?
➽ Website performance test kaise kare ? seo trick
➽ Blog URL bing search engine me kaise Submit kare
Author Profile
- I am professional blogger from up in India. I shared with you all blog, blogging , Computer , Internet , seo related all information. Computer related all Tips and Tricks. I am Part-time blogger . How to make money online without investment and how to do online business in hindi language.
very helpful information thanks for sharing.